What is Mobile Banking?
Mobile Banking
Mobile Banking |
Mobile banking ka matlab hai ke aap jo kaam apne Bank brach me ja kar krte hai, woh kaam aap ghar baithe kar skte hai, Mobile banking se aap ghar bethe sb kujh kar skte hai, jaise ke paise ek account se doosre account me transfer krna, Mobile banking ko chalane ke liye playstore se apne bank ka applycation install krna hota hai, applycation install krne ke baad usme register krna hota hai, uske baad login krke aap mobile banking ko chala skte hai. Mobile banking ke kaamo ki list niche di gyi hai:
- Mobile Banking se Ap Money Transfer kar skte hai
- Mobile Banking se ap Bill Pay kar skte hai
Electercity, Postpaid, Gas Bill Water Bill, Fees Pay ETC.
- Mobile Banking se ap Recharge kar skte hai
- Mobile Banking se ap Ticket Book kar skte hai
Bus Tickets, Train Tickets, Flight Tickets.
- Mobile Banking se ap Mutual Fund kar skte hai
- Mobile Banking se ap Insurances kar skte hai
- Mobile Banking se ap apne bank ki statement dekh skte hai
- Mobile Banking se ap apne accunt ki limit ko manage kar skte hai
- Mobile Banking se apne ATM or Cheque book ke liye apply kar skte hai
- Mobile Banking se ap apne ATM or Cheque Book band kra skte hai
Note:: Mobile Banking se ap apne account ko manage kar skte hai
No comments